Hardy bhai, ek sach bata raha hoon—mere paas ek diary hai jisme 50 scripts bhari padi hain. Roz naya idea likhta hoon, ummeed ke saath phone uthata hoon, par har baar editing app kholte hi phone crash ho jata hai. Bahut dard hota hai jab aapke paas vision toh ho par tool na ho. Main koi bahana nahi bana raha, bas is purane phone ki lag se thak gaya hoon. Bas ek sahi device mil jaye toh apni mehnat duniya ko dikha sakta hoon. Please bhai, is talent ko murne mat dena
2.5Klikes121replies+2/dayMay 2, 2026
- On channel
- #6
- Overall
- #50,157
- Video views
- 5.8M
