Exactly at 10:00 am Aaj Mera exam tha...par jisse mere aage baithna tha wo toh aaya hi nahi..🙁 ab bachi meri empty answer sheet (📝)..aur ye Bina cap ki pen (🖊️) jo kiska hai pata nahi..( bench ke niche pada mila tha) Lekin abb is pen ne bhi likhna band kar diya ab kya🙁waah re kismat..🙁
53.7Klikes1KrepliesFeb 26, 2023
- On channel
- #39
- Overall
- #4,731
- Video views
- 1.8B
